Sach Hai Sanam Lyrics | Love Ke Chakkar Mein | Sadhana Sargam, Shaan | Anand Raj Anand

Sach Hai Sanam Lyrics | Love Ke Chakkar Mein | Sadhana Sargam, Shaan | Anand Raj Anand

Itana bata do hame kya hua hai khoye khoye rehte hai ham
Itana bata do hame kya hua hai khoye khoye rehte hai ham
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam sach hai sanam
Sach hai sanam sach hai sanam

Jana hai hamne ye jana hain pyar hai ek nasha
Jana hai hamne ye jana hain pyar hai ek nasha
Dil ko betabiyo me aane laga hai maja
Jadu kya chalaya kyon dil tumpe aaya
Abb tak yeh samjhe naa ham
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam sach hai sanam
Sach hai sanam sach hai sanam

Ye to mohabbat ke mausam hai aao mohabbat kare
Ye to mohabbat ke mausam hai aao mohabbat kare
Jee toh hamara ye karta hai bahon me tumako bhare
Hone do chubhan ye jalne do
Agan yeh kuchh toh hua kamse kam
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam sach hai sanam
Sach hai sanam sach hai sanam
Itana bata do hame kya hua hai khoye khoye rehate hai ham
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam sach hai sanam
Sach hai sanam sach hai sanam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *