Tere Bina (Unplugged) Lyrics | Aashiqui.in | Shaan | Nitin Kumar Gupta, Prem Hariya

Tere Bina (Unplugged) Lyrics | Aashiqui.in | Shaan | Nitin Kumar Gupta, Prem Hariya

Kyu lag raha hai samay ajnabi
Aisi na dekhi ye rate kabhi
Hai palo ki bas ye mulakat
Dhal raha hai sitaro me aakash
Kyu ye reto sa fisalta jaye lamha

Tere bina ab nahi mujhko jina
Chodna tum ye bahe kabhi na
Jana na kahi tum liye izazat bina
Tere bina ab nahi mujhko jina
Chodna tum ye bahe kabhi na
Jana na kahi tum liye izazat bina

Aankhe kabhi mai na kholu
Jab tum nahi samne ho
Us kal ki mai kaise sochu
Jis kal me tum nahi ho
Bachpana thi meri jawani
Aake tune badal di kahani
Ho gayi kaise khwahishe ye jawa
Tere bina ab nahi mujhko jina
Chodna tum ye bahe kabhi na
Jana na kahi tum liye izazat bina
Tere bina ab nahi mujhko jina
Chodna tum ye bahe kabhi na
Jana na kahi tum liye izazat bina

Tere bina ab nahi mujhko jina
Chodna tum ye bahe kabhi na
Jana na kahi tum liye izazat bina
Tere bina ab nahi mujhko jina
Chodna tum ye bahe kabhi na
Jana na kahi tum liye izazat bina

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *