Piya In Charanan Bali Jaaon Lyrics | Raami Dhoban | Hemant Kumar, Geeta Dutt | Hiren Bose

Piya In Charanan Bali Jaaon Lyrics | Raami Dhoban | Hemant Kumar, Geeta Dutt | Hiren Bose

Piya in charanan bali jau
Piya charanan bali jau
Jiwan maran janam janam inko na bhulau
Jiwan maran janam janam inko na bhulau

Piya charanan bali jau in charanan bali jau
Hamri lagan tumhare charan lagi prem kate
Hamri lagan tumhare charan lagi prem kate
Tan man inpe nishar aaj bane dasi
Tan man inpe nishar aaj bane dasi
Sakhi ri sun sun dhoban rami

Sun sun dhoban rami kaise mai samjhau
Kaise mai samjhau tere in shital charanan ki
Chaya me sukh pau tere in shital charanan ki
Chaya me sukh pau sharanan me aau
Sharanan me aau
Jiwan maran janam janam tumhari preet pau
Jiwan maran janam janam tumhari preet pau

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *