Suno Re Saadhu Ye Sansaram Lyrics | Saas Bhi Kabhi Bahu Thi | Manna Dey | R D Burman

Suno Re Saadhu Ye Sansaram Lyrics | Saas Bhi Kabhi Bahu Thi | Manna Dey | R D Burman

He suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho gaya
Bam bam lahri bam bam
Bam bam lahri bam bam
Suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho gaya
Bam bam lahri bam bam
Bam bam lahri bam bam

Dekho re dekho dekho re sadho kalyug ki nari ka namuna
Apni hi santan ko isne kaske lagaya kaisa chuna
Apni bahu ko bete se apne so gaj dur sulaya
Parbhu karipa se fir bhi isne chand sa pota paya
Bam bam lahri bam bam fir se bam bam lahri bam bam

Dhanye hai ye to ye devi bhi chidiya jaisi bholi bhali
Rang birange pankh hai iske choch magar hai kali kali
Apni budhi saas ko isne ghar se maar bhagaya
Jab ye saas bani to isko bahu ne maja chakhaya
Bam bam lahri bam bam fir se bam bam lahri bam bam

He suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho gaya
Bam bam lahri bam bam
Bam bam lahri bam bam
Bam bam bam babam babam bam bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam bam bam bam babam babam bam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *