Hume Mitaane Aaya Jo Lyrics | Ganga Mang Rahi Balidan | Mubarak Begum, Shamshad Begum | Prem Dhawan

Hume Mitaane Aaya Jo Lyrics | Ganga Mang Rahi Balidan | Mubarak Begum, Shamshad Begum | Prem Dhawan

Hume mitane aaya jo hume mitane aaya jo khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke yaha rakhna kadam tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya jo khud mit jayega kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke

Yaha ka sipahi khel jane jo sar katane ko
Khair chaho to bhul kar bhi tum is taraf najar na uthana
Khak ho jayega jo idhar aayega maut kahti hai tumhe pukar ke
Hume mitane aaya jo khud mit jayega kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke

Ye watan hai himalay ke beto ka
Ye hai basti sahido ki basati
Mit gaya jo bhi takraya hamse
Tum ho kya tumhari kya hai hasti
Hamne to kaha diya sochle fir jara
Kaise chiti ladegi pahad se hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya jo khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam tum sambhal ke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *