Teri yaadein mujhe tadpaati hai
Tarsaati hai
Mere dil ko sanam dhadakaati hai
Behkaati hai
Tu kabhi kisi aur ki hona nahi
Jaadu tere ishq ne aisa kiya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya – (2)
Tu meri chaahate meri raahate meri aashiki
Tu meri aarju
Meri justaju
Meri bekhudi
Tu meri dhadkane
Meri jindagi
Meri palke kabhi bhigona nahi
Tu kabhi kisi aur ki hona nahi
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya – (2)
Apani tanhaayiya
Yeh viraaniya chalo baant le
Apani aawaaragi deewaanagi chalo baat ne
Bin tere na lage kahin abb jiya
Gair ke khwaabon ko pirona nahi
Tu kabhi kisi aur ki hona nahi
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya – (2)
Teri yaadein mujhe tadpaati hai
Tarsaati hai
Mere dil ko sanam dhadakaati hai
Behkaati hai
Tu kabhi kisi aur ka hona nahi
Jaadu tere ishq ne aisa kiya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya

