O Duniya Banane Wale Bata Lyrics | Husn Ka Chor | Geeta Dutt | Bulo C Rani

O Duniya Banane Wale Bata Lyrics | Husn Ka Chor | Geeta Dutt | Bulo C Rani

O duniya banane vale bata
Anjam hamara kya hoga
O duniya banane vale bata
Anjam hamara kya hoga
Takdir khafa tadbir khafa
Jine ka sahara kya hoga
O duniya banane vale bata
Anjam hamara kya hoga
O duniya banane vale bata

Hans hans ke hume koi lut gaya
Hans hans ke hume koi lut gaya
Kismat ka sitara tut gaya
Ae falak bata barkhati ka
Ab or kinara kya hoga
O duniya banane vale bata
Anjam hamara kya hoga
O duniya banane vale bata

Gujre huye din tadpane lage
Gujre huye din tadpane lage
In aankh me aansu aane lage
In aankh me aansu aane lage
Roti huyi aankho ke aage
Savan ka najara kya hoga
O duniya banane vale bata
Anjam hamara kya hoga
Takdir khafa tadbir khafa
Jine ka sahara kya hoga
O duniya banane vale bata

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *