O o o o o o
Jahan mile dharati aakash
Jahan mile dharti aakash
Waha se koyi mujhe pukare kare ishare ho ho ho ho
Jahan mile dharati aakash
Jahan mile dharati aakash
Kaun hai itani dur kiya hai
Jisne waha basera
Kaun hai itani dur kiya hai
Jisne waha basera
Jan hai na pehchan magar
Dil khinch rahi hai mera
Kya aisa bhi ho sakata hai
Jahan mile dharati aakash
Jahan mile dharti aakash
Bhuli bhataki ik badali hai
Ya ek aawara sapana
Bhuli bhataki ik badli hai ,ya ek aawara sapana
Mai bhi use apna samajhu aur vo bhi mujhe samajhe apana
Kya aisa bhi ho sakata hai
Jahan mile dharati aakash
Jahan mile dharti aakash
Waha se koyi mujhe pukare kare ishare ho ho ho ho
Jahan mile dhati aakash
Jahan mile dharti aakash

