Kaleje me jo lag jaati
To kya hota
Kaleje me jo lag jaati
To kya hota
Bina dushman
Akela reh gaya hota
Bina dushman
Akela reh gaya hota
Tujhe tanhayi kha jati
Tu pagal ho gaya hota
Tujhe tanhayi kha jati
Tu pagal ho gaya hota
Bina dushman
Akela reh gaya hota
Bina dushman
Akela reh gaya hota
Aai aai re
Aai aai re
Aai aai re
Akela reh gaya hota
Akela kya karega koi sarhad ka
Bina dushman na matlab ka na maqsad ka
Akela kya karega koi sarhad ka
Bina dushman
Na matlab ka
Na maqsad ka
Lakire khinch kar
Tanha kabbadi khelta hota
Kaleje me jo lag jati to kya hota
Bina dushman akela reh gaya hota
Kaleje me jo lag jati to kya hota
Bina dushman akela reh gaya hota

