Sunaa Mandir Meraa Sakhi Ri Lyrics | Bharthari | Amirbai Karnataki | Khemchand Prakash

Sunaa Mandir Meraa Sakhi Ri Lyrics | Bharthari | Amirbai Karnataki | Khemchand Prakash

Sunaa mandir meraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa sakhi ri
Jagamag jagamag dip jalaaun
Jagamag jagamag dip jalaaun
Pi bin phir bhi andheraa sakhi ri
Pi bin phir bhi andheraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa

Pi ko dhundhun mai kujan me
Pi ko dhundhun mai kujan me
Bolaa koi pi pi ban me
Bolaa koi pi pi ban me
Ye to papihaa
Piyaa nahi hai
Ye to papihaa
Piyaa nahi hai
Pi bin rain saveraa sakhi ri
Pi bin rain saveraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa

Nain jharoke sune saare
Nain jharoke sune saare
Sune hai palako ke dwaare
Sune hai palako ke dwaare
Bin saajan ye raaj bhavan bhi
Bin saajan ye raaj bhavan bhi
Hai jogi kaa deraa sakhi ri
Hai jogi kaa deraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa sakhi ri
Sunaa mandir meraa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *