Morayaa Re, Jisane Teraa Naam Liyaa Lyrics | Kal Chakra | Suresh Wadkar | Vijay Batalvi

Morayaa Re, Jisane Teraa Naam Liyaa Lyrics | Kal Chakra | Suresh Wadkar | Vijay Batalvi

Morya re
Bappa morya re
Morya re
Bappa morya re
Morya re
Bappa morya re
Morya re
Bappa morya re
Ganpati bappa ganpati bappa
O ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya

Ganpati bappa morya
Mangal murti morya

Shankar suman bhawani nandan
He gajwadan mahan
Ridhi sidhi ke tum ho swami
Tum sabke bhagwan
Mangaldata budhi vidhata
Aisa do vardaan
Karu vandana teri jab tak tan me rahe ye pran
Karu vandana teri jab tak tan me rahe ye pran
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya

Hum hai bhawsagaar ki lahre tum ho nirmal phul
Humko nath shama kar dena ho jaye jo bhul
Tujhko arpan karte hai hum shardha ke ye phul
Hum tar jaye mil jaye jo charno ke ye dhul
Hum tar jaye mil jaye jo charno ke ye dhul
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya

Ganpati bappa morya
Mangal murti morya

Niradhar ke is dharti pe tum hi ho aadhar
Kabhi band na hua tumhari daya daan ka dwar
Tumse hi to bhare huye hai gyan ke ye bhandar
Hum kya sare dev tumhari karte jai jaikaar
Jai jaikaar
Jai jaikaar
Jai jaikaar
Jai jaikaar
Hum kya sare dev tumhari karte jai jaikaar
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya
Jisne tera naam liya
Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Bappa ganpati morya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *