Murakh Hai Jo Sagar Ki Maujon Me Fash Kar Rota Hai Jis Sagar Me Mauje Hai Us Me Bhi Kinara Hota Hai Lyrics | Bahu | Hemant Kumar | Hemant Kumar

Murkh hai jo sagar ki maujo me fas kar rota hai
Jis sagar me mauje hai uska bhi kinara hota hai
Chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se

Mangne wale ko milti hai madad bhagwan se
Chhod de chhod de naiya

Kahte hai dunia jise julm o sitam ka nam hai

Thokre khakar sambhalna hi hamara kam hai
Bhul to hoti rahegi umar bhar insaan le
Chhod de chhod de naiya

Apne malik par bharosa hai tujhe nadan agar

Gum tujhe kis bat ka hai dekh dunia se na dar
Mangta hai kyu bhikh daya ki tu insan se
Chhod de naiya bhawar me dar nahi tufan se
Mangne wale ko milti hai madad bhagwan se
Bhagwan se bhagwan se

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *