Ek Waadaa Hai Kisi Kaa Jo Wafaa Hotaa Nahin Lyrics | Parchhaiyan (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Ji me aata hai ulat de unke chehare se naqab

Hausala karte hai lekin hausala hota nahi
Warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Shama jiski aabaru par jaan de de jhum kar

Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Ek muddat se rah-o-rasme nazara band hai

Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in taaro bhari raato me kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *