Kya Huwa Kaho Naa Kaho Lyrics | Bas Itna Sa Khwaab Hai | Alka Yagnik, Shaan | Aadesh Shrivastava

Kya Huwa Kaho Naa Kaho Lyrics | Bas Itna Sa Khwaab Hai | Alka Yagnik, Shaan | Aadesh Shrivastava

Ye kya ho gaya hai yeh kyun ho gaya
Ab tak yeh mera tha
Abb dil kho gaya
Kise kahu na kahu kisko pata
Kaise kahu na kahu yeh tu hi bata
Kya huwa kaho na kaho tujhe kya huwa mere yaar
Hame bata kuchh naa chhupa
Abb hame bata mere yaar

Ye kya ho gaya hai yeh kyon ho gaya
Ab tak yeh mera tha
Abb dil kho gaya
Kise kahu na kahu kisko pata
Kaise kahu na kahu yeh tu hi bata
Kya huwa kaho na kaho tujhe kya huwa mere yaar
Hame bata kuchh naa chhupa
Abb hame bata mere yaar

Usne pas aake kuch bhi na kaha
Phir bhi sun saka mai har woh dasta
Kya usne bhi woh sun liya
Jo maine bhi toh na kaha
Uske pas jake mujhko yu laga
Jaise woh mera hai kab se janu na
Kya usne bhi kuchh aisa kaha
Ke tu meri hai oh jane jaa
Kya huwa kaho na kaho tujhe kya huwa mere yaar
Hame bata kuchh naa chhupa
Abb hame bata mere yaar

Ya wo ek pari hai
Ya hai mera khwab
Palke band karke dekhu bar bar
Pehli bar muhjko yeh kya ho gaya
Har pal ab mera yeh uska ho gaya
Kya mai karu na karu mai bekarar
Raate jagu na sou na aaye karar
Pyar huwa tujhe toh pyar huwa
Pyar huwa mere yaar
Pyar huwa tujhe toh pyar huwa
Pyar huwa mere yaar
Yeh kya ho gaya hai yeh kyun ho gaya
Abb tak yeh mera tha
Ab dil kho gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *