Rabba De De Deewani Lyrics | Pyare Mohan | Sunidhi Chauhan | Anu Malik

Rabba De De Deewani Lyrics | Pyare Mohan | Sunidhi Chauhan | Anu Malik

I wanna live forever ever i wanna die never never
I wanna live forever ever i wanna die never never
Diamonds ferrari you want this
No sorry kuchh bhi na chahiye
Rabba de de jawani dekar na le jawani
Rabba de de jawani dekar na le jawani
Isi umar mein usi umar mein banti hain banti hain prem kahani
Rabba de de jawani dekar na le jawani
Rabba de de jawani dekar na le jawani

Thodi si masti thodi bechaini thoda nasha hain
Hota hain kya kya iss bekhudi mein kisko pata hain
Dil ki gali mein milte deewane hoti hain baaten
Pal pal machalke karvat badal ke katti hai raaten
Isi umar mein usi umar mein banti hain banti hain prem kahani
Rabba de de jawani dekar na le jawani
Rabba de de jawani dekar na le jawani

Jismein nahi ho chahat ki nagmein kyon masti hain
Socho ji socho na hai jawani to kya zindagi hain
Jab tak hain chanda jab tak sitaaren jab ye jaan hain
Kehti hai dhadkan kehti hai saansen
Rehna jawaan hai isi umar mein usi umar me
Banti hain banti hain prem kahani rabba de de jawani
Dekar na le jawani rabba de de jawani dekar na le jawani
Isi umar mein usi umar mein banti hain banti hain prem kahani
Rabba de de jawani dekar na le jawani
Rabba de de jawani dekar na le jawani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *