Kale Kale Aaye Badarva Lyrics | Naatak | Suraiya | Naushad

Kale Kale Aaye Badarva Lyrics | Naatak | Suraiya | Naushad

Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo
Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo

Jab sawan ki rut aaye sajanwa
Jiya pe laage more thesh
Aise me tum more sajanwa
Kaahe gaye pardesh
Jab sawan ki rut aaye sajanwa
Jiya pe laage more thesh
Aise me tum more sajanwa
Kaahe gaye pardesh
Ho kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo
Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo

Jab panghat pe sakhiyan ke sang main
Paniya bharan ko jau
Chhalak pade nainan ki gagri
Ro ro neer bahau
Jab panghat pe sakhiyan ke sang main
Paniya bharan ko jau
Chhalak pade nainan ki gagri
Ro ro neer bahau
Ho kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo
Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo

Are hare hare ye khet sajanwa
Kate to phir ugi aaye
Gayi jawani bit to sajna
Nahi laut ke aaye
Are hare hare ye khet sajanwa
Kate to phir ugi aaye
Gayi jawani bit to sajna
Nahi laut ke aaye
Ho kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo
Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo
Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo
Kale kale aaye badarva
Aavo sajan more aavo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *