Dil Yu Yu Karta Hai Lyrics | Heer Ranjha | Aziz Hindi, Geeta Dutt | Sharmaji Varmaji

Dil Yu Yu Karta Hai Lyrics | Heer Ranjha | Aziz Hindi, Geeta Dutt | Sharmaji Varmaji

Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Haye ke dil yu yu karta hai
Aji ke dil yu yu karta hai
Arman hai milne ke
Arman hai milne ke
Aur milne se darta hai
Aur milne se darta hai
Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Haye ke dil yu yu karta hai

Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Dil yu yu karta hai
Balam ke sanwarne se
Balam ke sanwarne se
Ye aur bigadta hai
Ye aur bigadta hai
Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Aji ke dil yu yu karta hai

Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Haye ke dil yu yu karta hai
Mar mar ke ye jeeta hai
Mar mar ke ye jeeta hai
Jee jee ke ye marta hai
Jee jee ke ye marta hai
Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Haye ke dil yu yu karta hai

Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Dil yu yu karta hai
Sathi meri khushiyo ka
Sathi meri khushiyo ka
Lo aaj bichhadta hai
Lo aaj bichhadta hai
Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Dil yu yu karta hai

Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Haye ke dil yu yu karta hai
Ye dard anokha hai
Ye dard anokha hai
Kam hone se badhta hai
Kam hone se badhta hai
Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Aji ke dil yu yu karta hai
Arman hai milne ke
Arman hai milne ke
Aur milne se darta hai
Aur milne se darta hai
Dil yu yu
Dil yu yu karta hai
Haye ki dil yu yu karta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *