Kyo Chhoda Tumne Saath Lyrics | Kashish (Album) | Asha Bhosle | Nazar Hussain

Kyo Chhoda Tumne Saath Lyrics | Kashish (Album) | Asha Bhosle | Nazar Hussain

Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath

Wo dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Wo dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Ab kyun nahi hain
Tumko gavaara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath

Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi to phir
Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi to phir
Badla hai kaise rang tumhara
Jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath

Kya mil sakega raahi
Talab mein tumhe koi
Kya mil sakega raahi
Talab mein tumhe koi
Hum jaisa koi aur
Dobara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *