Banjar ret hai
Zameen banjar hai
Banjar aasmaan
Ye ghar banjar hai
Banjar ret hai
Zameen banjar hai
Banjar aasmaan
Ye ghar banjar hai
Banjar dil ye nain banjar
Banjar nain ke aansu banjar hai
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Banjaar lamhaa hai
Waqt banjar hai
Banjar waqt si ye raat banjar hai
Banjaar lamhaa hai
Waqt banjar hai
Banjar waqt si ye raat banjar hai
Banjar raat
Khwaab banjar
Chand taaron ka saath banjar hai
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Ho o manjar
Banjar ret banjar zamino ke is daur mein
Banjar man
Banjar dhadkano ke is shor mein
Banjar ehsaas mein
Banjar saanso mein
Ek safar zaruri banta hai
Jo dilo ke dam pe chalta hai
Ek safar zaruri banta hai
Jo dilo ke dam pe chalta hai
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar
Is banjar shaher ke dil mein
Dhundhu main gili mitti ka manjar

