Baharo Se Kahenge Lyrics | Ulfat | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Baharo Se Kahenge Lyrics | Ulfat | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Baharo se kahenge
Nazaro se kahenge
Baharo se kahenge
Nazaro se kahenge
Hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
Baharo se kahenge
Baharo se na kahna
Nazaro se na kahna
Baharo se na kahna
Nazaro se na kahna
Ye do dilo ki baat hai
Hazaro se na kahna
Baharo se na kahna

Chhupane se to pyar na chhupaya jayega
Chhupane se to pyar na chhupaya jayega
Bujhane se ye shola
Na bujhaya jayega
Zamane se na kahna
Ke jalega zamana
Zamane se na kahna
Ke jalega zamana
Karega badnami
Banega afsana
Accha
Zamane ka jo dar hai
Sitaro se kahenge
Zamane ka jo dar hai
Sitaro se kahenge
Hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
Baharo se kahenge
Baharo se na kahna
Nazaro se na kahna
Baharo se na kahna
Nazaro se na kahna
Ye do dilo ki baat hai
Hazaro se na kahna
Baharo se na kahna

Abhi to nayi nayi mulakat huyi hai
Abhi to nayi nayi mulakat huyi hai
Nigahho hi nigaho me to baat huyi hai
Hawaye jaanti hai
Ghataye jaanti hai
Hawaye jaanti hai
Ghataye jaanti hai
Jaha se gujre hai wo raahe jaanti hai
Accha
Juba se na kahenge
Isharo se kahenge
Juba se na kahenge
Isharo se kahenge
Hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
Baharo se kahenge
Baharo se kahenge
Nazaro se kahenge
Hum ho chuke tumhare hazaro se kahenge
Baharo se kahenge

Baharo ne kaha tha
Nazaro ne kaha tha
Baharo ne kaha tha
Nazaro ne kaha tha
Ye duniya bewafa hai hazaro ne kaha tha
Hazaro ne kaha tha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *