Divya Roop Aapka Lyrics | Ganga Kinare | Usha Mangeshkar | Jeetu Tapan

Divya Roop Aapka Lyrics | Ganga Kinare | Usha Mangeshkar | Jeetu Tapan

Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai
Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai

Smriti aapke dil pasr rahkar
Smriti aapke dil pasr rahkar
Jagat jaal ko dho deta hai
Jagat jaal ko dho deta hai
Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai

Vishyo me jo bhrmte rahte
Vishyo me jo bhrmte rahte
Unka shukroday ban jaata hai
Unka shukroday ban jaata hai
Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai

Jisko ek baar apna kahte hai
Jisko ek baar apna kahte hai
Jeevan uska sambhal jaata hai
Jeevan uska sambhal jaata hai
Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai

Kripa ho jab naarayan guru ki
Kripa ho jab naarayan guru ki
Kathin nahi kuch rah jaata hai
Kathin nahi kuch rah jaata hai
Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai
Divya rup aapka hai guruvar
Divya jyoti darshaata hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *