Jalte Badan Ki Aag Lyrics | Swarg Se Pyara Ghar Hamara | Kavita Krishnamurthy, Wasi Raza | Laxmikant Pyarelal

Jalte Badan Ki Aag Lyrics | Swarg Se Pyara Ghar Hamara | Kavita Krishnamurthy, Wasi Raza | Laxmikant Pyarelal

Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Pyaas najar ke pyaas ko
Panghat bana diyaa
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Pyaas najar ke pyaas ko
Panghat bana diyaa
Jalte badan ki aag ko

Har waqt teri yaad sataaye
Main kya karu
Har waqt teri yaad sataaye
Main kya karu
Raato me mujhko nind na aaye
Main kya karu
Hamko duaaye do
Hamko duaaye do
Tumhe dilbar bana diya
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Jalte badan ki aag ko

Dil tumko de rahi hu main
Rakhna sambhal ke
Dil tumko de rahi hu main
Rakhna sambhal ke
Badale me jaan de du main
Apni nikal ke
Tauba hai meri tumne to
Mujhko bujha diya
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Jalte badan ki aag ko

Lag kar gale sharm ke
Diwaar tod do
Lag kar gale sharm ke
Diwaar tod do
Thodi jagah hawa ke liye
Khali chhod do
Tumne saans lena bhi
Mushkil bana diya
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Pyaas najar ke pyaas ko
Panghat bana diyaa
Jalte badan ki aag ko
Tumne bujha diyaa
Pyaas najar ke pyaas ko
Panghat bana diyaa
Jalte badan ki aag ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *