Durga Mata O Sukh Daata Lyrics | Tilasmi Duniya | Sajjad Hussain

Durga Mata O Sukh Daata Lyrics | Tilasmi Duniya | Sajjad Hussain

Durga mata durga mata o sukh data
Durga mata o sukh data
Vinti suno hamar
Vinti suno hamar
Durga mata durga mata o sukh data

Shakti di aur gyan diya hai
Shakti di aur gyan diya hai
Aaj aur kal ka man diya hai
Vijay ka bhi vardan diya hai
Tumhi ho rakhan har vinti suno hamar
Vijay ka bhi vardan diya hai
Tumhi ho rakhan har vinti suno hamar
Durga mata durga mata o sukh data

Padchinh jaise ghaav dil par
Putar ke jivan par daya kar
Tujh bin aas lagau kis par
Bairi kul sansar
Bairi kul sansar
Padchinh jaise ghaav dil par
Putar ke jivan par daya kar
Tujh bin aas lagau kis par
Bairi kul sansar
Bairi kul sansar
Durga mata durga mata o sukh data

Jadu nagri ne sukh chhinaa
Dil toda jata hai seena
Chuk rahi man ki veena ulajh rahe hai tar
Vinti suno hamar
Jadu nagri ne sukh chhinaa
Dil toda jata hai seena
Chuk rahi man ki veena ulajh rahe hai tar
Vinti suno hamar
Durga mata durga mata o sukh data
Durga mata durga mata o sukh data

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *