Anjane Me Kar Gaye Ye Naina Nadani Lyrics | Sau Ka Note | Asha Bhosle | S Mohinder

Anjane Me Kar Gaye Ye Naina Nadani Lyrics | Sau Ka Note | Asha Bhosle | S Mohinder

Anjane me kar gaye aaj
Ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani
Ab jaau kaha kis ore
Ab jaau kaha kis ore
Dagariya anjani
Hay rama dagariya anjani
Anjane me kar gaye aaj
Ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani

Chaliya ne aisa jadu chalaya
Chaliya ne aisa jadu chalaya
Khud se mujhe begana banaya
Ankhiyo me chhaya man me samaya
Hardam kare mose manmani
Hay rama dagariya anjani
Anjane me kar gaye aaj
Ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani

Ab chhod ke sab laaj sharm ko
Dhundhe nazariya banke balam ko
Sayiya bina kuchh bhaye na man ko
Aise huyi main to diwani
Hay rama dagariya anjani
Anjane me kar gaye aaj
Ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani
Hay rama ye naina nadani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *