Na Badla Aakash Ka Chanda Lyrics | Nagin Aur Sapera | Asha Bhosle | Harbans

Na Badla Aakash Ka Chanda Lyrics | Nagin Aur Sapera | Asha Bhosle | Harbans

Na badla aakash ka chanda
Na badla aakash ka chanda
Na badle hain sitare
Badal gaye hain is dharti par
Badal gaye hain is dharti par
Dekho bhag hamare
Na badla aakash ka chanda

Holi aur diwali aate
Holi aur diwali aate
Aate sab tyohaar
Aasha ki ankho me laate
Aansu ke bhandar
Neet hamari pal me badle
Jaise jal ke dhaare
Na badla aakash ka chanda
Na badla aakash ka chanda
Na badle hain sitare
Badal gaye hain is dharti par
Badal gaye hain is dharti par
Dekho bhag hamare
Na badla aakash ka chanda

Ab ye aasha kaha ki aasha
Ab ye aasha kaha ki aasha
Apni pyas bujhaye
Aasha ki aashaye pal pal
Ghunt ghunt umar bitaye
Kya hoga is aasha ka
Jab hanste jag me sare
Na badla aakash ka chanda
Na badla aakash ka chanda
Na badle hain sitare
Badal gaye hain is dharti par
Badal gaye hain is dharti par
Dekho bhag hamare
Na badla aakash ka chanda

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *