Taqdeer Ki Thokar Aisi Lyrics | Mohini | Asha Bhosle | N Datta

Taqdeer Ki Thokar Aisi Lyrics | Mohini | Asha Bhosle | N Datta

Taqdeer ki thokar aisi lagi
Sab sundar sapne tut gaye
Ye maut sahara de mujhko
Jitne the sahare chhut gaye
Hay chhut gaye

Dar badar ki thokare hain
Aasraa koi nahi
Dar badar ki thokare hain
Aasraa koi nahi
Ye musafir tere manjil
Ka pata koi nahi
Dar badar ki thokare

Gam ke tufano me le chal
Ye mere kismat mujhe
Gam ke tufano me le chal
Ye mere kismat mujhe
Kismat mujhe
Main wo kashti hu ki jiska
Na khuda koi nahi
Ye musafir tere manjil
Ka pata koi nahi
Dar badar ki thokare

Phul jin kadmo tale
Ek roj hans hanskar bichhe
Phul jin kadmo tale
Ek roj hans hanskar bichhe
Hanskar bichhe
Ab unhi kadmo ke sanso
Ke siva koi nahi
Ye musafir tere manjil
Ka pata koi nahi
Dar badar ki thokare

Rone wale muskurane ki tamanna chhod de
Rone wale muskurane ki tamanna chhod de
Chhod de
Tere aansu kah rahe hain
Ab tera koi nahi
Ye musafir tere manjil
Ka pata koi nahi
Dar badar ki thokare hain
Aasraa koi nahi
Ye musafir tere manjil
Ka pata koi nahi
Dar badar ki thokare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *