Balma Mai Muqaddama Lyrics | Khoon Ka Karz | Alka Yagnik | Laxmikant Pyarelal

Balma Mai Muqaddama Lyrics | Khoon Ka Karz | Alka Yagnik | Laxmikant Pyarelal

Balma main muqaddama kar dungi
Kar dungi khada adalat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Balma main muqaddama kar dungi
Kar dungi khada adalat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Balma main muqaddama kar dungi
Kar dungi khada adalat me

Ho dil mera oye hoye hoye
Dil mera tune luta hai
Ilzaam magar ye jhutha hai
O dil mera tune luta hai
Ilzaam magar ye jhutha hai
Ja tang mujhe bekar na kar
Tu mujrim hai
Oye hoye hoye tu mujrim hai inkaar na kar
Police abhi aa jayegi
Le legi tujhe hirasat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Balma main muqaddama kar dungi
Kar dungi khada adalat me

Ho ye chudi o tune todi hai
Oye hoye hoye ye chudi tune todi hai
Tune to had kar chhodi hai
Badnaam kar mujhe chhoda hai
O ye gajra ha tune toda hai
Haye haye haye ye gajra tune toda hai
Main samne judge ke jaungi
Isi surat me isi halat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Balma main muqaddama kar dungi
Kar dungi khada adalat me

Kab kisne kise fansaya tha
Tu raat mere ghar aaya tha
Kya maine bulaya tha aaja
Kyu chhoda phir khula darwaza
Sab kuch hua teri marji se
O kah dunga bhari adalat me
Main mara gaya shrafat me
Main mara gaya shrafat me
Balma main muqaddama kar dungi
Kar dungi khada adalat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main mara gaya shrafat me
Main mara gaya shrafat me
Main lut gayi teri mohabbat me
Main mara gaya shrafat me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *