Mausam Jawan Hai Sab Kuch Yaha Hai Lyrics | Char Minar | Asha Bhosle | Sardul Kwatra

Mausam Jawan Hai Sab Kuch Yaha Hai Lyrics | Char Minar | Asha Bhosle | Sardul Kwatra

Mausam javaa hain
Sab kuchh yaha hain
Masti me jhum jhum le
Nazaro se chum chum le
Rut meharba hain
Tera dil kaha hain
Masti me jhum jhum le
Nazaro se chum chum le
Mausam jawa hain

Dil dil dil mera dil hain tera
Mil mil mil piya hamse jara
Dil dil dil mera dil hain tera
Mil mil mil piya hamse jara
Nakhre na kar
Bhole bhale na ban
Meri tujhse ladi hain nazar
Mausam jawan hain
Sab kuchh yaha hain
Masti me jhum jhum le
Nazaro se chum chum le
Mausam jawa hain

Sun sun sun tera dil na jale
Chun chun chun piya pyar ki kali
Sun sun sun tera dil na jale
Chun chun chun piya pyar ki kali
Milte hain kam tum bhinn ho sanam
Main hu ful aur tu sabnam
Rut meharba hain
Tera dil kaha hain
Masti me jhum jhum le
Nazaro se chum chum le
Mausam jawa hain

Ruk ruk ruk piya jaye hain kaha
Jhuk jhuk jhuk gayi saheb nazar
Ruk ruk ruk piya jaye hain kaha
Jhuk jhuk jhuk gayi saheb nazar
? pyare apana to ban
Yahi kahati hain dil ki lagan
Mausam javaa hain
Sab kuchh yaha hain
Masti me jhum jhum le
Nazaro se chum chum le
Rut meharba hain
Tera dil kaha hain
Masti me jhum jhum le
Nazaro se chum chum le
Mausam jawa hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *