Kala kala tum ho sakar
Kahe payal ki jhamkar dekhu man ke naiyan se
Main palak band karke baaho mein tujhko bhar ke
Tera ang ang nache jag sara sang nache
Dil wo dekhe dekh sake na
Jo naiyan dekhu man ke naiyan se
Tera bijalu ka badan hai
Tera bijalu ka badan hai tere badan mein magan hai
Tere hintho mein sawan hai tu bujha de mere pyase
Jiya ki jalan dekhu man ke naiyan se
Jogi jogi na jab tak
Pyar kala na ho sakar
Man ke naiyan pe mujhko bada hai bharosha
Man ke naiyan pe mujhko bada hai bharosha
Tan ke to aankhe sabko deti hai dhokha
Man ke naiyan pe mujhko bada hai bharosha
Kahata hai dil mera pyar tumhi ho
Sapno ka mera sansaar tumhi ho
Dhundhu tumhi ko main to har murt mein
Dekhu tumhi ko main har surt mein

