Holla Hup Aa Gaya Lyrics | Naya Sansar | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Kathak bhi badla bhangda bhi badla
Ab hulla hup aa gaya
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Hulla hup hulla hup hulla hup
Hulla hup hulla hup hulla hup
Kathak bhi badla bhangda bhi badla
Ab hulla hup aa gaya
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Hulla hup hulla hup hulla hup
Hulla hup hulla hup hulla hup

Raat raat raat jhuth tere munh me khak
Bol bol bol kabhi to accha bol
Kajri ki baat kar thumri ki baat kar
Kajri ki baat kar thumri ki baat kar
Ya chhed de dadra
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Hulla hup hulla hup hulla hup
Hulla hup hulla hup hulla hup

Apne watan ki har chiz khoti
Khoti ji khoti ji khoti khoti khoti
Akal zamane ki ho gayi moti
Moti ji moti ji moti moti moti
Na bhesh apna na apni roti
Na bhesh apna na apni roti
Mardo ke sar se utar gayi pagdi
Aurat ka ghunghat gaya
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Hulla hup hulla hup hulla hup
Hulla hup hulla hup hulla hup

Gaaye gajal na
Na bole rubai
Sunne me aaye kahi na chaupai
Saju ki amma saju ke appa
Gaate hai ab to sab luralayi
Lura la lura la lura la lura la
Ab na wo murgi ab na wo harkat
Badla hai har pentra
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Kathak bhi badla bhangda bhi badla
Ab hulla hup aa gaya
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Chali kaisi zamane me ulti hawa
Hulla hup hulla hup hulla hup
Hulla hup hulla hup hulla hup

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *