Aa Aaungi Mai Aaungi Lyrics | Kali Raat | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Aa Aaungi Mai Aaungi Lyrics | Kali Raat | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Aaungi main aaungi
Aaungi main aaungi
Tum raho kahin bhi
Aaungi main aaungi
Tum raho kahin bhi
Aaungi main aaungi
Jab raat ka parda gir jayega
Gahra sannata chhayega
Band kiwad khulega apne aap
Diya jal jayega
Tab main aaungi
Aaungi main aaungi
Tum raho kahin bhi
Aaungi main aaungi

Jab jab sajaoge
Koi mehfil bahar me
Jab jab sajaoge
Koi mehfil bahar me
Chhedoge saaz mere intzaar me
Ghunghru chhnak se jayenge
Jab leke mera naam
Tab chupke chupke main bhi
Jara gungunaungi
Aaungi aaungi main aaungi
Tum raho kahin bhi
Aaungi main aaungi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *