Chand Se Phool Talak Lyrics | Jaan- E- Wafa | Anwar | Khayyam

Chand Se Phool Talak Lyrics | Jaan- E- Wafa | Anwar | Khayyam

Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi
Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi
Jaisi tum ho
Jaisi tum ho
Mere sarkaar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi

Kaise duniya me chalee aayi
Pari ho tum to
Kaise duniya me chalee aayi
Pari ho tum to
Jaisaa chahaa tha khyaalo ne
Vahi ho tum to
Gulbdan gumchadahan
Mahjabi aur nahi
Gulbdan gumchadahan
Mahjabi aur nahi
Jaisi tum ho
Jaisi tum ho
Mere sarkaar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi

Tum jo aayi ho to lagta hai
Mujhe kuch aise
Tum jo aayi ho to lagta hai
Mujhe kuch aise
Meri duniya me
Tumharee hi kami thi jaise
Shamme dil rang najar
Nure jami or nahi
Shamme dil rang najar
Nure jami or nahi
Jaisi tum ho
Jaisi tum ho
Mere sarkaar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi

Husn-e-raftaar churaya hai sba ne tum se
Husn-e-raftaar churaya hai sba ne tum se
Udhti julfo ki adaa li hai ghtaa ne tum se
Fir bhi tum jaisee meri pardanashi aur nahi
Fir bhi tum jaisee meri pardanashi aur nahi
Jaisi tum ho
Jaisi tum ho
Mere sarkaar kahi aur nahi
Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi
Chand se phool talak
Tum saa hansee or nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *