Zindagi Ka Aasra Jata Raha Lyrics | Guru Ghantal | Asha Bhosle | Lachchhi Ram

Zindagi Ka Aasra Jata Raha Lyrics | Guru Ghantal | Asha Bhosle | Lachchhi Ram

Zindagi ka aasra jata raha
Zindagi ka aasra jata raha
Wo gaye sara jahan jata raha
Wo gaye sara jahan jata raha
Zindagi ka aasra jata raha

Do dilo ko kar diya tune juda
Do dilo ko kar diya tune juda
Wo zamane tere hath aaya hai kya
Wo zamane tere hath aaya hai kya
Aaya hai kya
Dil se ab ye bhi gila jata raha
Dil se ab ye bhi gila jata raha
Zindagi ka aasra jata raha

Hum to duniya me akele rah gaye
Hum to duniya me akele rah gaye
Haye bas ashqo ke mele rah gaye
Haye bas ashqo ke mele rah gaye
Rah gaye
Kya bataye humse kya jata raha
Kya bataye humse kya jata raha
Zindagi ka aasra jata raha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *