Ek to sharab kam
Aur paimana tuta hua hai
Ek to sharab kam
Aur paimana tuta hua hai
Chehre pe zakhm to the kitne
Uspe aaina tuta hua hai
Tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai
Ek to tera ye husn
Uspe zamana kharab
Haye re tera ye husn
Uspe zamana kharab
Nasha hi nahi tera sath bhi
Tera sath bhi chhuta hua hai
Chhuta hua hai chhuta hua hai chhuta hua hai
Dil uth gaya ab to teri mohabbat se
Dil uth gaya ab to teri mohabbat se
Phir bhi dua me ye hath ye hath
Utha hua hai utha hua hai
Utha hua hai utha hua hai
Ek to sharab kam
Aur paimana tuta hua hai
Ek to sharab kam
Aur paimana tuta hua hai
Chehre pe zakhm to the kitne
Uspe aaina tuta hua hai
Tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai

