Nahi Hai Fikr Mujhe Lyrics | Ek Haseen Shaam | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh

Nahi Hai Fikr Mujhe Lyrics | Ek Haseen Shaam | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh

Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye
Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye
Main ji raha hun
Main ji raha hun zamane me
Aap hi ke liye
Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye
Main ji raha hun zamane me
Aap hi ke liye
Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye

Khushi ko dhundate firte hain ye jahan waale
Khushi ko dhundate firte hain ye jahan waale
Ye jahan waale
Magar ye hoti hain daulat
Kisi kisi ke liye
Magar ye hoti hain daulat
Kisi kisi ke liye
Main ji raha hun zamane me
Aap hi ke liye
Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye

Hamare gharme charago ka koi kama nahi
Hamare gharme charago ka koi kama nahi
Koi kaam nahi
Tera khyaal hi kafi hain roshni ke liye
Tera khyaal hi kafi hain roshni ke liye
Main ji raha hun zamane me
Aap hi ke liye
Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye

Kabhi na dekha jise apni aankh se maine
Kabhi na dekha jise apni aankh se maine
Apni aankh se maine
Tadap raha hu main ek aise ajnabi ke liye
Tadap raha hu main ek aise ajnabi ke liye
Main ji raha hun
Main ji raha hun zamane me
Aap hi ke liye
Nahi hain fikr mujhe
Apni zindagi ke liye
Main ji raha hun zamane me
Aap hi ke liye
Aap hi ke liye
Aap hi ke liye
Aap hi ke liye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *