Jaane Kaisi Pasand Lyrics | Jashn (Hariharan) | Hariharan | Hariharan

Jaane Kaisi Pasand Lyrics | Jashn (Hariharan) | Hariharan | Hariharan

??jane kaisi pasand rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai
Apni palake woh band rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai
Apni palke woh band rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai

Mara jayega ek din yu hi
Mara jayega ek din yu hi
Kyun dile dard mand rakhta hai
Kyun dile dard mand rakhta hai
Apni palke woh banh rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai

Saath wale khafa khafa se hain
Saath wale khafa khafa se hain
Kyun irade buland rakhta hai
Kyun irade buland rakhta hai
Apni palke wo banh rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai

Log dusman huye hain usake nijham
Log dusman huye hain usake nijham
Dil mein ummid
Dil mein ummid chand rakhta hai
Apni palake woh banh rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai
Jane kaisi pasand rakhta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *