Bikhree Huyee Narm See Chandanee Lyrics | Channa Vey | Arnab Chakraborty

Bikhree Huyee Narm See Chandanee Lyrics | Channa Vey | Arnab Chakraborty

Bikhri huyi narm si chandani
Lehro ke ghar jaa rahi roshani
Bikhri huyi narm si chandani
Lehro ke ghar jaa rahi roshani
Lamha lamha
Lamha lamha
Chhu rahi hai sard hawaye
Tanha tanha lag rahe hai apne saye
Yad aaye koi
Bikhri huyi narm si chandani

Shabnam shabnam raat me
Sapne hamare nam huye
Bhige sapne dekh ke
Chand sitare tham gaye
Ab sabhi ke
Ab sabhi ke
Dil me ek hi betabi
Ab sabhi ke
Dil me ek hi betabi
Ek si bekhudi
Bikhri huyi narm si chandani
Lehro ke ghar jaa rahi roshani

Madhoshi hai mehaki huyi
Khushbu yeh kiski aa rahi
Dil ke mausam ko huyi
Mithi mithi bechaini
Ab yakin hai
Ab yakin hai
Dhadkano ko tab yeh nishani
Ab yakin hai
Dhadkano ko tab yeh nishani
Bas tere pyar ki
Bikhri huyi narm si chandani
Lehro ke ghar jaa rahi roshani
Lamha lamha
Lamha lamha
Chhu rahi hai sard hawaye
Tanha tanha lag rahe hai apne saye
Yad aaye koi
Bikhri huyi narm si chandani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *