Ishq Mein Hota Hai (Tun Tuna) Lyrics | Mirzya – Dare To Love | Nooran Sisters, Daler Mehndi, Sain Zahoor, Akhtar Chinnal | Shankar Ehsaan Loy

Ishq Mein Hota Hai (Tun Tuna) Lyrics | Mirzya – Dare To Love | Nooran Sisters, Daler Mehndi, Sain Zahoor, Akhtar Chinnal | Shankar Ehsaan Loy

??tun tuna tun tun tuna
Tun tun tuna tun tun tuna tun tun tuna
Tun tun tuna tun tun tun tun tuna
Tun tun tuna tun tun tuna
Tun tun tuna tun tun tun tun tuna
Hota hai
Hota hai
Hota hai
Hota hai
Hota hai
Chalu main aksar
Hota hai aksar
Chot kahi lagti hai
Jakar zakhm kahi par hota hai

Ishq me
Ishq me tun tuna
Tun tun tun tuna
Suraj se jalta hai falak aur daag zamin par hota hai
Hota hai ishq me tun tuna
Tun tun tun tuna

Waqt ka faisla ishq ke haq me hua nahi
Aashiq ko zanjire daal ke le gaye shehar se aur kahi
Ishq me tun tuna
Tun tun tun tuna
Sab tarkibe karke dekhi
Tel ki dibbiya bharke dekhi
Jab tak teeli lage na unme
Koi roshni jale na unme
Mehndi rang dikhati hai tab
Puri tarah pis jaati hai jab
Mehndi rang dikhati hai tab
Puri tarah pis jaati hai jab
Hota hai
Hota hai aksar hota hai
Ishq me
Ishq me chot kahi lagti hai
Jakar zakhm kahi par hota hai
Tuna tun tuna tun tun tuna tun tun tuna tun tun tuna

Kabhi kabhi yu hi hota hai dost chhad jaate hain
Lekin yaado ki lakeere bin bole bhi
Kaano me kuch keh jaati hai
Kaano me kuch keh jaati hai
Haalat bhi khushk ho jaate hai par mitti par likhi
Kuch dehrire reh jaati hai
Kuch dehrire reh jaati hai
Dhup pade to pak jati hai
Kabhi kabhi yu hota hai
Suraj se jalta falak aur daag zameen par hota hai
Ishq me tun tuna tuna

Hota hai
Hota hai
Hota hai
Hota hai ishq me hota hai
Hota hai junun me hota hai
Hota hai
Hota hai
Hota hai aksar hota hai
Hota hai ishq me
Hota hai junun me
Hota hai
Hota hai
Hota hai
Chot kahi lagti hai
Jakar zakhm kahi par hota hai
Hota hai
Hota hai
Hota hai
O mirzya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *