??tararampam chala jab kafila
Zamin hil gayi
Aasmaan khul gaya
Tararampam chala jab kafila
Zamin hil gayi
Aasmaan khul gaya
Hawa ke paro par udte chale
Are ban ke yaha waha titliya
Toh bach ke zara rehna yaara
Shaitani ka ye hai pitara
Ye sukhe me bhi dubote hai kashti
Hai aisi hai ye dosti
Jaha tapki waha masti
Ye ladte bhi hain
Jhagadte bhi hain
Dikhte magar har pal saath hi
Hai aisi hai ye dosti
Jaha tapki waha masti
Ye ladte bhi hain
Jhagadte bhi hain
Dikhte magar har pal saath hi

