Bata De Koi Mohe Lyrics | Lata Mangeshkar – Non-film Treasures | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Bata De Koi Mohe Lyrics | Lata Mangeshkar – Non-film Treasures | Lata Mangeshkar | Chitragupt

Bata de koi mohe shyam ki dagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya
Shyam ki dagariya more ram ki dagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya

Kahan main dhundhu sita raman ko
Kaise main paau shyam sunder ko
Bata de koi shyam se milne ki jataniya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya

Shyam sunder ki mohini murat
Ram krishan ki saanwali surat
Shyam sunder ki mohini murat
Ram krishan ki saanwali surat
Dikha de koi dono ki mohini muratiya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya

Nis din tarsat nain humare
Kaise milenge mohe ram pyare
Nis din tarsat nain humare
Kaise milenge mohe ram pyare
Dikha de koi lalita ko shyam ki nagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya
Shyam ki dagariya more ram ki dagariya
Bata de koi mohe shyam ki dagariya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *