Bachpan Se Akelaa Lyrics | Dil Toh Hai Deewana | Sonu Nigam | Bhushan Dua

Bachpan Se Akelaa Lyrics | Dil Toh Hai Deewana | Sonu Nigam | Bhushan Dua

Bachpan se akela main
Akela hu
Bachpan se akela main
Akela hu
Zindagi mein aisa kya hua
Main rutha bhi nahi
Hansa bhi nahi
Jinda hu magar zindagi nahi
Zindagi nahi
Bachpan se akela main
Akela hu

Manzil ke raaste mein ik sahara mila tha
Aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha
O manzil ke raaste mein ik sahara mila tha
Aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha
Tut gaya sapna
Chala gaya apna
Tut gaya sapna
Chala gaya apna
Phir bhi jinda hu main
Zindagi nahi
Zindagi nahi
Bachpan se akela main
Akela hu

Patthar ki duniya se mujhe kya mila hain
Mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain
O patthar ki duniya se mujhe kya mila hain
Mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain
Tut gaya sapna
Chala gaya apna
Tut gaya sapna
Chala gaya apna
Phir bhi jinda hu main
Zindagi nahi
Zindagi nahi
Bachpan se akela main
Akela hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *