Duniya kisi ko haye
Majbur na kare
Bachapan me maa baap kabhi dur na kare
Nanahi si jaan bekasur
Majbur uska haal
Wo saans ek charo or laakh laakh jaaye
Buri nigah zamane ki aur meri jawani
Buri nigah zamane ki aur meri jawani
Ab thamo jigar aur suno meri kahani
Ab thamo jigar aur suno meri kahani
Kirdaar naya
Ruh nayi
Saaz naye the
Sangeet naye
Geet naye
Pyar naye the
Kirdaar naya
Ruh nayi
Saaz naye the
Sangeet naye
Geet naye
Pyar naye the
Naach uthte sun mera jadu tarana
Naach uthte sun mera jadu tarana
Mutthi me liye baihti thi
Main sara zamana
Mutthi me liye baihti thi
Main sara zamana
Din the mere khushiyon bhare
Din the mere khushiyon bhare
Raat suhaani
Ab thamo jigar aur suno meri kahani
Kaun aaya zindagi me
Jivan badal gaya
Kaun aaya zindagi me
Jivan badal gaya
Betaab na tha chaand
Betaab na tha chaand
Pal bhar me dhal gaya
Koi use bataaye ki
Ab main kya karun
Koi use bataaye ki
Ab main kya karun
Bhadkegi aag dil me
Bhadkegi aag dil me
Kyu kar mana karu
Ab kasie thame haye
Ab kasie thame haye
Ashqo ki rawaani
Ye dard bhari ranj bhari meri kahani
Ye dard bhari ranj bhari meri kahani

