Sawan aaya
Sawan aaya
Saajan nahi aaya re
Daiya daiya
Sawan aaya
Saajan nahi aaya re
Daiya daiya
Jane kisne
Jane kisne
Saajan ko churaya re
Daiya daiya
Jane kisne
Saajan ko churaya re
Daiya daiya
Jo saajan ko main paati
Nadi kinare le jaati
Jo saajan ko main paati
Nadi kinare le jaati
Muskati ithlati itrati
Muskati ithlati itrati
Sawan ke main geet sunati
Sawan ke main geet sunati
Jo saajan ko paati
Par haye
Sawan aaya
Saajan nahi aaya re
Daiya daiya
Saajan mere uthte suraj
Main badli madmaati
Saajan mere uthte suraj
Main badli madmaati
Rang birangi odh chunariya
Main un par chha jaati
Rang birangi odh chunariya
Main un par chha jaati
Main hawa sang ud jaati
Main hawa sang ud jaati
Jo saajan ko main pati
Jo saajan ko main pati
Par haye
Sawan aaya
Saajan nahi aaya re
Daiya daiya
Saajan aaya

