Badal Baras Baras Ke Tu Paigham Suna De Lyrics | Bindiya | Amar, Kalyani Das | Kamal Dasgupta

Badal Baras Baras Ke Tu Paigham Suna De Lyrics | Bindiya | Amar, Kalyani Das | Kamal Dasgupta

Badal baras baras ke
Badal baras baras ke tu
Paigam suna de
Paigam suna de
Paymana chur chur hai
Tuti hai surahi
Har or gam hai
Dard hai
Aansu hai tabai
Manzil abhi baki hi rahi
Thak gaya raahi
Hai dur kinara
Use tu paas me la de
Manzil abhi baki hi rahi
Thak gaya raahi
Hai dur kinara
Use tu paas me la de
Badal baras baras ke tu
Paigam suna de
Paigam suna de

Deepak ne roshni bhi di
Aur ghar bhi jalaya
Aur ghar bhi jalaya
Deepak ne roshni bhi di
Aur ghar bhi jalaya
Aur ghar bhi jalaya
Suraj ne jal ke
Chand ka sansar basaya
Sansar basaya
Suraj ne jal ke
Chand ka sansar basaya
Sansar basaya
Parde me chhupi zindagi
Parde me chhupi zindagi
Parda tu hata de
Parda tu hata de
Parde me chhupi zindagi
Parda tu hata de
Parda tu hata de
Takdir ke likhe ko mita de
Tu mita de
Takdir ke likhe ko mita de
Tu mita de
Mita de
Mita de

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *