Aashiya Apna Luta Apni Nazar Ke Samne Lyrics | Arsi | Sachin Dev Burman | Lachhiram Tamar, Shyam Sundar

Aashiya Apna Luta Apni Nazar Ke Samne Lyrics | Arsi | Sachin Dev Burman | Lachhiram Tamar, Shyam Sundar

Aashiya apna luta
Apni najar ke samne
Aashiya apna luta
Apni najar ke samne
Hoke beghar hum khade hai
Hoke beghar hum khade hai
Apne ghar ke samne
Apne ghar ke samne

Tu hi bata ae aasma
Hum bewatan jaye kaha
Hum aah bharte rah gaye
Fariyad karte rah gaye
Thukra ke aaho zaariya
Jalim ne luta aashiya
Tu hi bata ae aasma
Hum bewatan jaye kaha

Barbad hokar hum chale
Hum raah ranjo gham chale
Barbad hokar hum chale
Hum raah ranjo gham chale
Ae bekasi jaye kaha
Ae bekasi jaye kaha
Manzil na
Manzil ka nishan
Manzil na
Manzil ka nishan
Tu hi bata ae aasma
Hum bewatan jaye kaha

Dil ranjo gham se chur hai
Fariyad par majbur hai
Chal ab tu
Dil e naatwa
Takdir le jaye jaha
Tu hi bata ae aasma
Hum bewatan jaye kaha
Tu hi bata

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *