Mohabbat jatane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Jawani lutane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Jise dekh le tu
Bana de sharabi
Bana de sharabi
Najar aazmane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Na jane mere dil ko
Kya ho gaya hai
Kya ho gaya hai
Tere naaz uthane ko
Tere naaz uthane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Mohabbat ka jadu
Mohabbat ka jadu
Idhar bhi udhar bhi
Idhar bhi udhar bhi
Kayamat uthane ki
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Jawani lutane ko
Jawani lutane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai
Mohabbat jatane ko
Ji chahta hai
Ji chahta hai

