Bedard Zamana Kya Jane Lyrics | Guru Dakshina | Prempal | Lachhiram Tamar

Bedard Zamana Kya Jane Lyrics | Guru Dakshina | Prempal | Lachhiram Tamar

??bedard zamana kya jane
Kyun dard ke maare rote hain
Wo paas the lekin door huye
Wo paas the lekin door huye
Aashao ke darpan chur huye

Ab huk jigar me uthati hai
Aur nain humare rote hain
Bedard zamana kya jane
Kyun dard ke maare rote hai

Majhdhaar khiwaiya chhod gaya
Jivan ka sahara tod gaya
Jivan ka sahara tod gaya
Ummid ki naiya doob gayi
Hum baith kinare rote hain
Bedard zamana kya jane
Kyun dard ke maare rote hain
Bedard zamana kya jane
Kyun dard ke maare rote hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *