Aaj Bhanwar Me Naiya Kanhaiya Lyrics | Bhimsen | Geeta Dutt | Avinash Vyas

Aaj Bhanwar Me Naiya Kanhaiya Lyrics | Bhimsen | Geeta Dutt | Avinash Vyas

??aaj bhawar me naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar me naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khevaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khevaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda paar karega
Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda paar karega
Chali pawan purvaiya
Kanhaiya tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar me naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Aaj laaz sankat me meri
Aaj laaz sankat me meri
Aao mohan karo na deri
Aao mohan karo na deri
Tum bin kaun basaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar me naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Aash ki dori tod na dena
Naav bhawar me chhod na dena
Aash ki dori tod na dena
Naav bhawar me chhod na dena
Aao mohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *