Aankho me jal raha hai kyu
Bujhta nahi dhuaa
Aankho me jal raha hai kyu
Bujhta nahi dhuaa
Uththa to hai ghata sa
Barasta nahi dhuaa
Aankho me jal raha hai kyu
Bujhta nahi dhuaa
Chulhe nahi jalaye
Ya basti hi jal gayi
Chulhe nahi jalaye
Ya basti hi jal gayi
Kuch roj ho gaye hai
Ab uththa nahi dhuaa
Kuch roj ho gaye hai
Ab uththa nahi dhuaa
Aankho me jal raha hai kyu
Bujhta nahi dhuaa
Aankho ke pochhne se
Laga aanch ka pata
Aankho ke pochhne se
Laga aanch ka pata
Yu chehra pher lene se
Chhupta nahi dhuaa
Aankho se aansu ke marasim purane hain
Aankho se aansu ke marasim purane hain
Mehman ye ghar me aaye to chubtha nahi dhuaa
Uththa to hai ghata sa
Barasta nahi dhuaa
Aankho me jal raha hai kyu
Bujhta nahi dhuaa

