Chalo chale saathiya
Mere humsafar
Dur banayenge sapno ka ghar
Jaha ummedo ke parvat
Khushiyo ki bahti nadiya
Jaha hum ho tum ho sare
Hansti vadiya
Chalo chale saathiya
Mere humsafar
Dur banayenge sapno ka ghar
Jaha hansta rahe mera sajna
Jaha khanke mera kangna
Jaha masti ke honge nazare
Dil diwana
Chalo chale saathiya
Mere humsafar
Dur banayenge sapno ka ghar
Masti bhara ye hai mera dil
Leke chala jaha hai manjil
Dilbar mere
Mere humdam
Manjil meri jaha tere kadam
Jaha ummedo ke parvat
Khushiyo ki bahti nadiya
Jaha hum ho tum ho sare
Hansti vadiya
Chalo chale saathiya
Mere humsafar
Dur banayenge sapno ka ghar
Sone ka nahi
Chandi ka nahi
Pyar ka ghar hai
Pyar ki jami
Sare jahan me hai sunder
Sapno ka ghar
Apno ka ghar
Jaha ummedo ke parwat
Khushiyo ki bahti nadiya
Jaha hum ho tum ho sare
Hansti vadiya
Aaja re saathiya
Mere humsafar
Pyar ka hai ye pyara pyara ghar
Jaha ummedo ke parvat
Khushiyo ki bahti nadiya
Jaha hum ho tum ho sare
Hansti vadiya
Aaja re saathiya
Mere humsafar
Pyar ka hai ye pyara pyara ghar

